Friday, September 7, 2012

Aankhain Bheeg Jati Hain Download Urdu Poetry Book by Wasi Shah

Aankhain Bheeg Jati Hain Download Urdu Poetry Book by Wasi ShahAankhain Bheeg Jati Hain Download Urdu Poetry Book by Wasi Shah, Wasi Shah is young pakistani romantic poet. Poeple search Wasi Shah Poetry or Wasi Shah Shayari to read Wasi Shah Shayari. Wasi Shah Poetry is truely loved by urdu readers all over the world. Wasi Shah has wrote so many poetry books, some of them are Mere Ho Ke Raho and Malangni. We also have full collection of Wasi Shah Books for you to read online. Download in PDF Urdu online Urdu Novel Book library Free Books
. Famous Urdu literary books are here in PDF file format. Anybody can download them absolutely FREE, All the books posted here are just for educational purposes only. If you like the books please support the writers/poets and buy the Original hard copies. Samundar may utarta hon to aankhain bheeg jati hain tre aankhon ko parhta hon to aankhain bheeg jati hain tumhara nam likhnay ke ijazat chin gai jub say koi bhe lafz likhta hon to aankhain bheeg jati hain tery yadon ke khushbo khirkyun may raqs karti hay teray ghum may sulagta hon to aankhain bheeg jati hain may huns kar jhail leta hon judai ke subhi rusmain gulay jub us k lagta hon to aankhain bheeg jati hain na janay ho gya hon isqadar hassa may kub say kisi say bat karta hon to aankhain bheeg jati hain wo sub guzray huay lumhat kujh ko yaad aatay hain tumharay khut jo parhta hon to aankhain bheeg jati hain may sara din bohot musroof rehta hon megar junhi qudam chokhat pay rakhta hon to aankhain bheeg jati hain her ik muflis k mathay pay alum ke dastanain hain koi chehra bhe parhta hon to aankhain bheeg jati hain bray logon k oonchay budnuma aur sard mehlon ko ghareeb aankhon say takta hon to aankhain bheeg jati hain teray koochay say ab mera tauluq wajbi sa hay mugar jub bhe guzarta hon to aankhain bheeg jati hain huzaron moosmoon ke hukmrani hay meray dil per "wasi" may jub bhe hunsta hon to aankhain bheeg jati hain

CLICK HERE TO DOWNLOAD 

No comments:

Post a Comment